Roman script

ohh sajna tere mere bas raina 

mein jina tere sang mein marna 

ohh sajna tere mere bas raina 

main jina tere sang main marna 

tu nahi to ye sukun kya hai 

sans chal rahi par dil bujha hai

tu nahi to ye sukun kya hai 

sans chal rahi par dil bujha hai 

aagosh teri kyu gumsuda hai 

ye to bata mujhse khaph kyu hai 

tere bin main ki kara 

ud kaliya na jiya 

dil lagda na mera ki kara 

tere bin main ki kara 

ud kaliya na jiya 

dil lagda na mera ki kara 

rab sach ya sodiya 

ishq mera kholiya 

o sajna de mera ki kara 

ab laut ke tu aa 

is dil mein mere bas ja 

ohh sajna tere mere bas raina 

main jina tere sang main marna

jine ka bas ek tu ek  aasara

phir bhi ye kaisa phasla hai 

jine ka bas ek tu ek  aasara

phir bhi ye kaisa phasla hai  

dur hoke bhi itna karib hai tu 

zindagi tu meri mera nasib hai tu

Explore this song