Sang Sang Ho Tum (Swapnil Bandodkar) - तू चाँद है शर्मिला हर कोई ये कहता है lyrics by Swapnil Bandodkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Swapnil Bandodkar |
| Album: | Sang Sang Ho Tum |
| Year: | 2003 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Shyam Anuragi |
| Music Director: | Ajay Atul |
Lyrics
tu chand hai sharmila har koi ye kahta hai tujhe lake khyalo mein koi aahe bharta hai tu chand hai sharmila har koi kahta hai tujhe lake khyalo mein koi aahe bharta hai ahsaas ho tab mujhko main pyar karu tujhko jana jharna ho nadiya ho sang sang ho tum badal ho barkha ho sang sang ho tum khushbu ho purba ho sang sang ho tum duniya mein kuch bhi ho sang sang ho tum chahat ka arman na tha sanso mein tufa nahi tha koi ab se pahle is dil mein tujh jaisa mehman nahi tha koi mera dil chahe tujhe jana kabhi milke chupe huye pyase sab arman kahu dil ke par main ghabraya sabne samjhaya dil mera kuch baate kah paya ab dil ka phul khila man chaha sath mila jana jharna ho nadiya ho sang sang ho tum badal ho barkha ho sang sang ho tum khushbu ho purba ho sang sang ho tum duniya mein kuch bhi ho sang sang ho tum
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Sang Sang Ho Tum
- Composer: Ajay Atul
- Lyricist: Shyam Anuragi