Roman script

ye din humara hai 

hum mil ke sari khusiya baant le 

pyar ki roshni hai jaha

wo samaa to humara hai 

ye din humara hai 

hum iske bhi nahi mohtaaz hain 

kadam se kadam jo milake chale wo humara hai 

shanti daya bhi khil jati hai 

gul ki kismate ban jati hain 

jo hum kisi ka sath de de 

ye din humara hai 

hum ud ke chhuna chahe aasman 

zindgi se bada ek hi irada hai 

ye din humara hai 

hum iske bhi nahi mohtaaz hain 

kadam se kadam jo milake chale wo humara hai 

shanti shanti hum dete hain 

phool ki mahak bhi hum dete hain 

ye sari duniya hai humse 

ye din humara hai 

hum mil ke sari khusiya baant le 

pyar ki roshni hai jaha

wo samaa to humara hai 

babre hum pahal bhi aur hum dam hai 

kal se teri raaho me hum kya kam hain 

hawa ye paar kare 

sabko haq hai 

ye din humara hai 

hum iske bhi mohtaaz hain 

kadam se kadam jo milake chale wo humara hai 

ye din humara hai 

ye din humara hai 

ye din humara hai

Explore this song