Pyar Ne Tere - प्यार ने तेरे lyrics by Udit Narayan, Shreya Ghoshal
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Udit Narayan, Shreya Ghoshal |
| Album: | Mr Khujli |
| Year: | 2010 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Anwar Khan |
| Music Director: | Deepak Pandit |
Lyrics
pyar ne tere pyar ko mere itna pyar diya pyar ne tere pyar ko mere itna pyar diya ke bin tere sanso ne chalne se inkar kiya pyar ne tere pyar ko mere itna pyar diya pyar ne tere pyar ko mere itna pyar diya ke bin tere sanso ne chalne se inkar kiya pyar ne tere o pyar ko mere tune meri tanhai ko mehfil bana diya tune meri tanhai ko mehfil bana diya dub rahi thi kashti jaha sahil bana diya dub rahi thi kashti jaha sahil bana diya kadam kadam pe mujhko sahara kadam kadam pe mujhko sahara tune yaar diya kadam kadam pe mujhko sahara tune yaar diya ke bin tere sanso ne chalne se inkar kiya pyar ne tere o pyar ko mere o suni suni in aankho ko sapno se bhar diya suni suni in aankho ko sapno se bhar diya aansuo se tune mujhko dur kar diya aansuo se tune mujhko dur kar diya apni har ek khushi ko tune apni har ek khushi ko tune mujhpe war diya apni har ek khushi ko tune mujhpe war diya ke bin tere sanso ne chalne se inkar kiya pyar ne tere ha pyar ko mere tu hai zindagi ki tarha ab to mere vaste tu hai zindagi ki tarha ab to mere vaste ho ruki hui dhadkan ko tune de diye hai raste ruki hui dhadkan ko tune de diye hai raste tere bin mai kuch bhi nahi hu tere bin mai kuch bhi nahi maine ikrar kiya tere bin mai kuch bhi nahi maine ikrar kiya ke bin tere sanso ne chalne se inkar kiya pyar ne tere ha pyar ko mere pyar ne tere pyar ko mere itna pyar diya ke bin tere sanso ne chalne se inkar kiya pyar ne tere o pyar ko mere ha pyar ne tere o pyar ko mere
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Mr Khujli
- Composer: Deepak Pandit
- Lyricist: Anwar Khan