Roman script

yeh dil jo pyar ka ik aashiya tha

yeh dil jo pyar ka ik aashiya tha

yeh dil jo pyar ka ik aashiya tha

lootega yun kabhi socha kahan tha

yeh dil jo pyar ka ik aashiya tha

jo usko rok le zanjeer banke

jo usko rok le zanjeer banke

meri aankho me wo aansu kahan tha

yeh dil jo pyar ka ik aashiya tha

bahot chingariya thi mere andar

bahot chingariya thi mere andar

magar teri nazar me main dhua tha

yeh dil jo pyar ka ik aashiya tha

mere saare musafir mujhse bichhade

mere saare musafir mujhse bichhade

bichhade bichhade

abhi kal tak to main bhi karwaan tha

yeh dil jo pyar ka ik aashiya tha

yeh dil jo pyar ka ik aashiya tha

lootega yun

lootega yun kabhi socha kahan tha

yeh dil jo pyar ka ik aashiya tha

Explore this song