Pyar Me Pyar Se - प्यार में यार से lyrics by Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar |
| Album: | College Girl |
| Year: | 1990 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Indeevar |
| Music Director: | Babul Bose |
Lyrics
pyaar me yaar se, pyar me yaar se jine marne ka hain hamne wada kiya ra jaanta hain o sathiya o sathiya pyaar me yaar se, pyar me yaar se jine marne ka hain hamne wada kiya ra jaanta hain o sathiya o sathiya sagam saanso me jagi, hontho pe nagma khila dil ki raaho se chala, armano ka kafila dhadkan ki har taal pe, aaj umange jhumti har pal se judne laga, masti ka ye shilshila bas me nahi hain jiya pyaar me yaar se, pyar me yaar se hay gori gori baho ke, pehna de ye haar tu sine se lag ja mere, fir aakar ek baar tu ang laga aise mujhe, apne rang me rang de tu hi mera khab hain, meri manjil yaar tu meri khushi tu piya pyaar me yaar se, pyar me yaar se kangan tere naam ke, bindiya tere pyar ki pyasi man ki kaamna, dulhan ke shringar ki doli aangan se tere, lekar jaane ke liye dulha bankar aaunga, galiyo se sansaar ki dekhegi ye duniya pyaar me yaar se, pyar me yaar se jine marne ka hain hamne wada kiya ra jaanta hain o sathiya o sathiya pyaar me yaar se, pyar me yaar se jine marne ka hain hamne wada kiya ra jaanta hain o sathiya o sathiya
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: College Girl
- Composer: Babul Bose
- Lyricist: Indeevar