Neelam Ke Nabh Chhayee - नीलम के नभ छाई lyrics by Lata Mangeshkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Lata Mangeshkar |
| Album: | Utsav |
| Year: | 1985 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Vasant Dev |
| Music Director: | Laxmikant Pyarelal |
Lyrics
neelam ke nabh chhayi pukharazi jhanki mere to naino me kirno ke pankhi paati ki godi me soyi thi ek kali kaise soyi hogi kali jaise soyi meri lali kali hili u hu kali dauli na-na ghuli-ghuli benjaniya sapno me ek kali itne me mor pankh paras huya ghuli-ghuli benjaniya sapno me ek kali itne me mor pankh paras huya kaha-kaha pe chhua ri zara ise to bata ri galo par u hu balo par na-na itne me mor pankh paras huya palko par jadu se phul bani ek kali champa ki sach iske naino me kirno ke pankhi sach iske naino me kirno ke pankhi champa ke pav me ghungaru ug aaye champa ke pav me ghungaru ug aaye tehani ne tal diya thirak-thirak lehraye bhaware ka gandh-git aath suro wala sant aane ka hosh kise baki hum sabke naino me kirno ke pankhi hum sabke naino me kirno ke pankhi hum sabke naino me kirno ke pankhi
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Utsav
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Vasant Dev