Nazaro Se Kah Do Pyar Me Milne Ka Mausam Aa Gaya - नज़रों से कह दो प्यार में मिलने का मौसम आ गया lyrics by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Table of Contents: Lyrics
Nazaro Se Kah Do Pyar Me Milne Ka Mausam Aa Gaya - नज़रों से कह दो प्यार में मिलने का मौसम आ गया
Artist:Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Album:Doosra Aadmi
Year:1977
Genre:song
Lyricist:Majrooh Sultanpuri
Music Director:Rajesh Roshan

Lyrics

nazaro se kah do pyar me milne ka mausam 
ho milne ka mausam aa gaya
nazaro se kah do pyaar me milane ka mausam 
ho milane ka mausam aa gaya
baaho me baahe daal ke khilne ka mausam 
khilne ka mausam aa gaya
nazaro se kah do pyar me milne ka mausam 
ho milne ka mausam aa gaya
is pyar se tera hath laga lahara gae gesu mere
is pyar se tera hath laga lahara gae gesu mere
are kuchh bhi nazar aata nahi masti me mujhe tere pare
kadhe pe
kadhe pe mere zulf ke dhalne ka mausam
dhalne ka mausam aa gaya
baaho me baahe daal ke khilne ka mausam 
khilne ka mausam aa gaya
tum mil bhi gae phir bhi dil ko kya jane kaisi aas hai
tum mil bhi gae phir bhi dil ko kya jane kaisi aas hai
tum paas ho phir bhi hotho me jaane kaisi pyas hai
hotho ki thadi aag me jalne ka mausam
jalne ka mausam aa gaya
nazaro se kah do pyaar me milne ka mausam 
ho milne ka mausam aa gaya
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details