Na Hum Pagal Hain - ना हम पागल हैं lyrics by Shailendra Singh, Kishore Kumar

Table of Contents: Lyrics
Na Hum Pagal Hain - ना हम पागल हैं
Artist:Shailendra Singh, Kishore Kumar
Album:Taxi Chor
Year:1980
Genre:song
Lyricist:Anjaan
Music Director:Bappi Lahiri

Lyrics

arey na hum pagal hai aur na to piyela hai 
arey na hum pagal hai aur na to piyela hai 
arey na hum pagal hai aur na to piyela hai 
hum manmoji banda hai apun ka to yahi dandha hai
arey jhumke nachke gana kismat me likhera hai
na hum pagal hai aur na to piyela hai 
arey na hum pagal hai aur na to piyela hai    
ye sargam ye saz hai ye ghungaru ki jhankar hai 
duniya ke bazar me gito ka vyopar hai waha waha 
chhaya ho ya dhup ho barkha ya chandani 
basti basti ghum ke hum to chhede ragani
kya maze ki zindagi hai ye hamari zindagi
hum bindas ha ha arey na hum pagal hai aur na to piyela hai 
arey na hum pagal hai aur na to piyela hai 
jina to hai char din kyu na jile pyar se 
dena kya sansar ko lena kya sansar se
hum kyu soche zindagi kanta hai ya phul hai 
jo bhi mile takdir humko wahi kabul hai 
kya hai pana kya hai khona kya hai rona kya hansi
hey na hum pagal hai aur na to piyela hai 
arey na hum pagal hai aur na to piyela hai 
na sone ki bhukh hai na chandi ki pyas hai 
yaar ki yari sath hai yaar ki dolat pass hai 
pocket khali mal se dil to malamal hai 
wo chahe jis hal me yaro hum kushhal hai 
na gamo ka gam hai koi na khushi ki hai khushi
hum bindas arey na hum pagal hai aur na to piyela hai 
arey na hum pagal hai aur na to piyela hai 
hum manmoji banda hai apun ka to yahi dhandha hai
hey jhumke nachke gana kismat me likhera hai
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song