Na Dil Kyu Diwana Tumhe Dekhkar Ho - ना दिल क्यों दीवाना तुम्हे देखकर हो lyrics by Mohammed Aziz, Anuradha Paudwal
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Mohammed Aziz, Anuradha Paudwal |
| Album: | Haatim Tai |
| Year: | 1990 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | |
| Music Director: | Laxmikant Pyarelal |
Lyrics
na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho tumhe kya khabar tum hasi kis kadar ho na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho tumhe kya khabar tum hasi kis kadar ho tamanna hai ye tamanna hai ye silsila umar bhar ho tamanna hai ye silsila umar bhar ho tumhari ho surat hamari nazar ho na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho jara rukh pe bikhri ye julfe hata do jara rukh pe bikhri ye julfe hata do ghatao ke daman se bijli gira do andhera chate ek pal me sahar ho tumhe kya khabar tum hasi kis kadar ho tamanna hai ye silsila umar bhar ho tumhari ho surat hamari nazar ho meri zindagi kuch badal si gayi hai meri zindagi kuch badal si gayi hai hai dil to wahi dil me dhadkan nayi hai mere dil me tu har taraf jalwa gar ho tumhari ho surat hamari nazar ho na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho tumhe kya khabar tum hasi kis kadar ho kubul aaj kar lo payame mohabbat kubul aaj kar lo payame mohabbat nazar kah rahi hai salame mohabbat dhadakta hai dil sunke naame mohabbat dhadakta hai dil sunke naame mohabbat mile tum ila aye iname mohabbat tumhari hu magar tum magar bekhabar ho mile manzile tum agar humsafar ho na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho tumhe kya khabar tum hasi kis kadar ho tamanna hai ye silsila umar bhar ho tumhari ho surat hamari nazar ho na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Haatim Tai
- Composer: Laxmikant Pyarelal