Meri Kahani - मेरी कहानी lyrics by Sonu Nigam
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Sonu Nigam |
| Album: | Stop |
| Year: | 2004 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Kumaar |
| Music Director: | Vishal Shekhar |
Lyrics
meri kahani mera kissa ho tum meri kahani mera kissa ho tum tumhe kaise bhula sakta hun kaise dil se mita sakta hun meri saanso ka hissa ho tum meri kahani mera kissa ho tum meri kahani mera kissa ho tum tumhe kaise bhula sakta hun kaise dil se mita sakta hun meri saanso ka hissa ho tum meri kahani hum pyaar ki dor se, bandhe bhi hue hain tute bhi hue hain hum pyaar ki dor se, bandhe bhi hue hain tute bhi hue hain aur haath se haath ye, mile bhi hue hain chute bhi hue hain hum saath hain par humsafar nahi mere pass nahi to dur sahi par meri to manzil ho tum meri kahani mera kissa ho tum tumhe kaise bhula sakta hun kaise dil se mita sakta hun meri saanso ka hissa ho tum meri kahani har khushi saath thi, mere tum the magar ek pal mein tumhe kho diya duriyaan chhaa gayi, jaise baadal koi aasmaa ne phir ro diya hum dur hue the jaane kyun hum dur hue the jaane kyun ab pass hai to lagta hai yun ki ek pal ka, sapna ho tum meri kahani mera kissa ho tum meri kahani mera kissa ho tum tumhe kaise bhula sakta hun kaise dil se mita sakta hun meri saanso ka hissa ho tum meri kahani, meri kahani meri kahani, meri kahani
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Stop
- Composer: Vishal Shekhar
- Lyricist: Kumaar