Mere Dilruba O Jaani - मेरे दिलरुबा ओ जानी lyrics by Madhubala Jhaveri
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Madhubala Jhaveri |
| Album: | Khaibar |
| Year: | 1954 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Asad Bhopali |
| Music Director: | Hansraj Behl |
Lyrics
o dilruba hamse aankh to mila dil dene ki teri marzi hai kya kadmo mein sar jhuka denge ham aaj hamse bolo kya pyar karogi main bijli bijli jise chahe jala du main titli titli jise chahe nacha du har jagah hai mere charche mere hai afsane mere pyar ki aag mein jal gaye kitne hi parwane are jani chhuna na tu jayega jan se are main bijli bijli jise chahe jala du main shama husan ki mera aashik jamana door se dekho tum paas mere na aana main shama husan ki mera aashik jamana door se dekho tum paas mere na aana pyar mohabbat main kya janu main hu ek chingari soch samajh ke mujhse karna dekho logo yari are jaani chhuna na tu jayega jaan se are main bijli bijli jise chahe jala du lakho mein ek hu main wo katil hasina jo mila le nazar bhule mujhko kabhi na are lakho mein ek hu main wo katil hasina jo mila le nazar bhule mujhko kabhi na jisko kar du ek ishara wo mera ho jaye sari duniya chhod ke mere pichhe pichhe aaye are jaani chhuna na tu jayega jaan se ho main bijli bijli jise chahe jala du har jagah hai mere charche mere hai afsane mere pyar ki aag mein jal gaye kitne hi parwane are jaani chhuna na tu jayega jaan se are main bijli bijli jise chahe jala du
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Khaibar
- Composer: Hansraj Behl
- Lyricist: Asad Bhopali