Maza Mila Hai - मज़ा मिला हैं lyrics by Lata Mangeshkar, Shamshad Begum
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Lata Mangeshkar, Shamshad Begum |
| Album: | Sartaj |
| Year: | 1950 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
| Music Director: | Husnlal Bhagatram |
Lyrics
aa aa aa aa maja mila hain jise, dil mera dukhane me mile na chain use, bhi kahi jamane me dil ki kadar nahi jani hay dil ki kadr nahi jani o jane wale dil mera tod ke dil ki kadar nahi jani o jane wale dil mera tod ke dil ki kadar nahi jani o jane wale dil mera tod ke dil jo tujhi se dur rahega dil jo tujhi se ha dil jo tujhi se ji dil jo tujhi se dur rahega hay bahut majbur rahega hay bahut majbur rahega beete na rut ye suhani leta ja meri nishani satane wale mukhde ko mod ke leta ja meri nishani satane wale mukhde ko mod ke dil ki kadar nahi jani o jane wale dil mera tod ke dil ka fasana kah gay aansu dil ka fasana ha dil ka fasana ji dil ka fasana kah gay aansu thes lagi aur bah gayi aansu thes lagi aur bah gayi aansu ban gayi gam ki kahani muskil hain baat chhupani rulane wale muskil me chhod ke muskil hain baat chhupani rulane wale muskil me chhod ke dil ki kadar nahi jani o jane wale dil mera tod ke dil ki kadar nahi jani o jane wale dil mera tod ke
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Sartaj
- Composer: Husnlal Bhagatram
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri