Maine Jisko Chaha Mil Gaya - मैंने जिसको चाहा मिल गया lyrics by Sonu Nigam, Alisha Chinai

Table of Contents: Lyrics
Maine Jisko Chaha Mil Gaya - मैंने जिसको चाहा मिल गया
Artist:Sonu Nigam, Alisha Chinai
Album:Fida
Year:2004
Genre:song
Lyricist:Sameer
Music Director:Anu Malik

Lyrics

maine jisko chaha mil gaya 
chain jab se aaya dil gaya
dekhke tumharee yeh ada
janeman huyee mai toh fida
maine jisko chaha mil gaya 
chain jab se aaya dil gaya
dekhke tumharee yeh ada 
janeman huwa mai toh fida
mujhe karde pagal yeh aankho kaa kajal
divana kare yeh hansee
teree uthtee jhukatee yeh katil nigahe 
sikhane lagee aashiqee
mujhe jhumne de tujhe chumne de
hai mauka bada dilnashin
bekhabar tujhe naa yeh pata 
mere ishq kaa hai yeh nasha
maine jisko chaha mil gaya
mohabbat hu mai mujhko lab se laga le
bujha le too dhadkan kee pyas
gulabo ke saye khayalo pe chhaye
naa kanta koyee aas pas
teraa ishq dil me chubhe lamha lamha
too jan meree mai teree sans
rang aisa chhalka pyar kaa
yeh jamana sara hil gaya
maine jisko chaha mil gaya
lyrics typed by: neha gupta
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details