Khushiya Ho Teri Ham Dam - खुशियाँ हो तेरी हम दम lyrics by Asha Bhosle
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Asha Bhosle |
| Album: | Diljala |
| Year: | 1987 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Indeevar |
| Music Director: | Bappi Lahiri |
Lyrics
phoolo ki tujhe raah mile teri umra ho chand sitaro ki pyar mein tujh ko mile na dhoka wafa mile ghamkharo ki dekhti hun jidhar aaye tu hi nazar tujh mein hai wo kashish wo asar khusiyan ho teri hum dum tere dar pe jaane aalam dastak na de koi gam ye dua hai meri ye dua, hai meri ye dua dekhti hun jidhar aaye tu hi nazar tujh mein hai wo kashish wo asar khusiyan ho teri hum dum tere dar pe jaane aalam dastak na de koi gam ye dua rishte hazar lekin, rishta hai jo humara wo pyar se bhi pyara, main kahu na kahu rishte hazar lekin, rishta hai jo humara wo pyar se bhi pyara, main kahu na kahu khusiyan ho teri hum dum tere dar pe jaane aalam dastak na de koi gam ye dua hai meri ye dua, hai meri ye dua halaat laakh badle, mera pyar na badlega tere saath hi rahega, main rahu na rahu halaat laakh badle, mera pyar na badlega tere saath hi rahega, main rahu na rahu khusiyan ho teri hum dum tere dar pe jaane aalam dastak na de koi gam ye dua hai meri ye dua, hai meri ye dua dekhti hun jidhar aaye tu hi nazar tujh mein hai wo kashish wo asar khusiyan ho teri hum dum tere dar pe jaane aalam dastak na de koi gam ye dua hai meri ye dua
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Diljala
- Composer: Bappi Lahiri
- Lyricist: Indeevar