Kabhi Chalti Hu Mai - कभी चलती हूँ मैं कभी रूकती हूँ मैं lyrics by

Table of Contents: Lyrics
Kabhi Chalti Hu Mai - कभी चलती हूँ मैं कभी रूकती हूँ मैं
Artist:
Album:Ranee
Year:1943
Genre:song
Lyricist:Pandit Madhur
Music Director:Kamal Dasgupta

Lyrics

kabhi chalti hun main kabhi rukti hun main
kabhi gaano se ji ko bahalati hun main
kabhi chalti hun main kabhi rukti hun main
kabhi gaano se ji ko bahalati hun main
kabhi hans hans ke bijli muhtanti hun 
kabhi ro ro ke ro ro ke
badal ko sharmati hun
kabhi aankho se moti lutati hun main
kabhi aankho se moti lutati hun main
kabhi gaano se ji ko bahalati hun main
kabhi chalti hun main kabhi rukti hun main
kabhi gaano se ji ko bahalati hun mai
kabhi apne hi man se main karti hun bat
kabhi aankho hi aankho main karti hairan
kabhi apne hi man se main karti hun bat
kabhi aankho hi aankho main karti hairan
kabhi uljhan me khoi jati hun main
kabhi uljhan me khoi jati hun main
kabhi gaano se ji ko bahalati hun main
kabhi chalti hun main kabhi rukti hun main
kabhi gaano se ji ko bahalati hun main
mere din hai naye meri raate nai 
mere din hai naye meri raate nai 
mere din na ye meri baate na ye
na ye duniya apni basati hun main
na ye duniya apni basati hun main
kabhi gaano se ji ko bahalati hun main
kabhi chalti hun main kabhi rukti hun main
kabhi gaano se ji ko bahalati hun main
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song