Jane Mujhe Kya Hua Re - जाने मुझे क्या हुआ रे lyrics by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Table of Contents: Lyrics
Jane Mujhe Kya Hua Re - जाने मुझे क्या हुआ रे
Artist:Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Album:Janwar Aur Insaan
Year:1972
Genre:song
Lyricist:Gulshan Bawra
Music Director:Kalyanji Anandji

Lyrics

jane mujhe kya hua re kya hua re jane mujhe kya hua re  
jabse tune chhua re dil ki lagi or badhi jaye 
jane mujhe kya hua re jabse tune chhua re
dil ki lagi or badhi jaye haye 
chhune se tera ye haal hai kaisa ye kamal hai
jane kya hoga baho me jo aaye haye oye hoye 
chhune se tera ye haal hai kaisa ye kamal hai
jane kya hoga baho me jo aaye haye 
teri baho me na aau teri baho me na aau 
kahi jal hi na jau mera dil bhi to mane na  
jo bhi dil me lagaye vahi dil ki bhujhaye 
meri jaa tu ye jane na jane mujhe kya hua re 
jabse tune chhua re dil ki lagi or badhi jaye haye 
chhune se tera ye haal hai kaisa ye kamal hai
jane kya hoga baho me jo aaye haye 
na bana tu bahane na bana tu bahane 
kya milega diwane meri julfo ko uljha ke 
wo kali to khilegi pyar se jo milegi 
jara mil humse lehra ke jane mujhe kya hua re 
jabse tune chhua re dil ki lagi or badhi jaye haye 
chhune se tera ye haal hai kaisa ye kamal hai
jane kya hoga baho me jo aaye haye
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details