Jaha Talak Bhee Yeh Sahara Dikhaayee Deta Hai - जहाँ तलक भी ये सहरा दिखाई देता है lyrics by Ghulam Ali

Table of Contents: Lyrics
Jaha Talak Bhee Yeh Sahara Dikhaayee Deta Hai - जहाँ तलक भी ये सहरा दिखाई देता है
Artist:Ghulam Ali
Album:Saadgee
Year:
Genre:song
Lyricist:
Music Director:Rafique Husain

Lyrics

jahan talak bhi ye sahra dikhayi deta hai
jahan talak bhi ye sahra dikhayi deta hai
meri hi tarah se akela dikhayi deta hai
jahan talak bhi ye sahra dikhayi deta hai
na itni tej chale sarphiri hawa se kaho
na itni tej chale sarphiri hawa se kaho
shajar pe ek hi patta dikhayi deta hai
jahan talak bhi ye sahra dikhayi deta hai
ye ek abar ka tukda kahan kahan barse
ye ek abar ka tukda kahan kahan barse
tamaam dasht hi pyasa dikhayi deta hai
jahan talak bhi ye sahra dikhayi deta hai
wo alvida ka manjar wo chhalakti palke
wo alvida ka manjar wo chhalakti palke
pas-e-gubar bhi kya kya dikhayi deta hai
jahan talak bhi ye sahra dikhayi deta hai
meri hi tarah se akela dikhayi deta hai
jahan talak bhi ye sahra dikhayi deta hai
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details