Roman script

abrr barsa na hawa tej chali hai abke

abrr barsa na hawa tej chali hai abke

kitni viraan teri yaado ki gali hai abke

kya kahu kitne bahaano se bhulaaya hai use

ye kayaamat badi mushkil se tali hai abke

abrr barsa na hawa tej chali hai abke

ya meri aankh ki kashkol me aansu chamka

ya andhere me koyi shamma jali hai abke

abrr barsa na hawa tej chali hai abke

kisko fursat hai dhuan dekhne jaye mohsin

jhopdi shahar se kuchh dur jali hai abke

abrr barsa na hawa tej chali hai abke

kitni viraan teri yaado ki gali hai abke

abrr barsa na hawa tej chali hai abke

Explore this song