Ishqq Musibat - इश्क मुसीबत lyrics by Vivek Sudarshan

Table of Contents: Lyrics
Ishqq Musibat - इश्क मुसीबत
Artist:Vivek Sudarshan
Album:Impatient Vivek
Year:2011
Genre:song
Lyricist:Aamir Ali
Music Director:Raja Ali

Lyrics

ishq musibat ishq bala hai
ishq mein sabhi log fana hai
ishq se buri koi bhi cheez nahi
ishq musibat ishq bala hai
ishq mein sabhi log fana hai
ishq se buri koi bhi cheez nahi
ishq ne tumhe hai kya diya
mujh ko kuch kehna nahi
ishq musibat ishq bala hai
ishq mein sabhi log fana hai
ishq se buri koi bhi cheez nahi
ishq ne sabko dhoka diya hai
ishq bada bereham
ishq ne sabko dhoka diya hai
ishq bada bereham
pehle tadpata hai phir yeh tarsata hai
aankhein reh jaati hai nam
ishq musibat ishq bala hai
ishq mein sabhi log fanaa hai
ishq se buri koi bhi cheez nahi
ishq ki raahein sehere ki bahein
aansoon kadam ba kadam ishq ki rahein
sehera ki bahein aansoon kadam ba kadam
dil yeh ghabrata hai har pal pachtata hai
ishq se bachna sanam
ishq musibat ishq bala hai
ishq mein sabhi log fana hai
ishq se buri koi bhi cheez nahi
ishq musibat ishq bala hai
ishq mein sabhi log fana hai
ishq se buri koi bhi cheez nahi
ishq ne tumhe hai kya diya
mujh ko kuch kehna nahi
ishq musibat ishq bala hai
ishq mein sabhi log fana hai
ishq se buri koi bhi cheez nahi
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song