Roman script
aankho mein aankhe dil me sama ke, sanso pe chhane lage sanso pe chhane lage aankho mein aankhe dil me sama ke, sanso pe chhane lage sanso pe chhane lage pagal bana ke deewana karke, dekho wo jaane lage dekho wo jaane lage aankho mein aankhe dil me sama ke, sanso pe chhane lage sanso pe chhane lage rag rag main basi hai tu, mere chehare ki hansi hai tu rag rag main basi hai tu, mere chehare ki hansi hai tu manga hai tujhe rab se, tu lagta hai alag sabse khwabo me aake ninde churake, mujhko satane lage mujhko satane lage aankho mein aankhe dil me sama ke, sanso pe chhane lage sanso pe chhane lage jamane se juda hai tu, mujhe mushkil se mila hai tu jamane se juda hai tu, mujhe mushkil se mila hai tu is dil ki dua hai tu, jannat ki hawa hai tu yu tujhko paake apna banake, hum muskurane lage hum muskurane lage aankho mein aankhe dil me sama ke, sanso pe chhane lage sanso pe chhane lage.
Song details
- Singer: Munawar Ali
- Singer: Shraddha
- Film / album: Aakhri Sauda (2016)
- Composer: Raja Ali
- Lyricist: Suresh Anand
- Actor: Zuber K Khan
- Actor: Tanvi Arora
- Actor: Aaryan Chopra
- Actor: Sonia Bajwa
- Actor: Soni Jha
- Actor: Ruhi Singh
- Actor: Mushtaq Khan
- Actor: Ehsaan Khan
- Actor: Pentali Sen
- Actor: Prithvi Zutshi
- Actor: Dev Malhotra
- Actor: Anil Nagrath
- Actor: Kailash Kaushik
Song video
singer: Munawar Ali, Shraddha