Ghunghat Hata Na Dena Goriye - घूँघट हटा ना देना गोरिये lyrics by Lata Mangeshkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Lata Mangeshkar |
| Album: | Sapan Suhane |
| Year: | 1961 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Shailendra |
| Music Director: | Salil Chowdhury |
Lyrics
ghunghat hata na dena goriye chanda sharam se dubega ghunghat hata na dena goriye chanda sharam se dubega ho kahi muskura na dena baliye chanda sharam se dubega ho kahi muskura na dena baliye chanda sharam se dubega kajrari matwari rasbhari ankhiyo se ui ye ghunghat hata na dena goriye chanda sharam se dubega ho kahi muskura na dena baliye chanda sharam se dubega dekh ke tere gaal gulabi bhanwra dhokha khaye dekh ke tere gaal gulabi bhanwra dhokha khaye tere tir ka mara mukh se pani mang na paye ye ghunghat ye ghunghat ye ghunghat hata na dena goriye chanda sharam se dubega ho kahi muskura na dena baliye chanda sharam se dubega kajrari matwari rasbhari ankhiyo se ui ye ghunghat hata na dena goriye chanda sharam se dubega chadhti umar machalati nadiya masti me laharaye chadhti umar machalati nadiya masti me laharaye kul kinara kuch na dekhe baha ke sab le jaye ye ghunghat ye ghunghat ye ghunghat hata na dena goriye chanda sharam se dubega ho kahi muskura na dena baliye chanda sharam se dubega kajrari matwari rasbhari ankhiyo se ui ye ghunghat hata na dena goriye chanda sharam se dubega bol tere misri se mithe jo sun le lut jaye bol tere misri se mithe jo sun le lut jaye jagmag rup kare ujiyala dipak kaun jalaye ye ghunghat ye ghunghat ye ghunghat hata na dena goriye chanda sharam se dubega ho kahi muskura na dena baliye chanda sharam se dubega kajrari matwari rasbhari ankhiyo se ui ye ghunghat hata na dena goriye chanda sharam se dubega ho kahi muskura na dena baliye chanda sharam se dubega
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Sapan Suhane
- Composer: Salil Chowdhury
- Lyricist: Shailendra