Roman script
Kyun lage tu saamne hai Sach toh hai ki tu jaa chuki hai Rooh mein ab bhi tu basi hai jaaneja... Saansein bin saansein chal rahi hai Sab toh hai subah ki kami hai Tujh mein shuru khatam zindagi hai jaaneja... Tu hi toh hai zaroorat meri Tujh mein hi chhupa hoon kahin Bann ke phir se meri zindagi De de khushi... Dua ban ja dawa ban ja Mohabbat mein mujhko fana kar ja Dua ban ja dawa ban ja Mohabbat mein mujhko fana kar ja aa.. Tu jab mila tha haan Khuda bann gaya tha Tu chala jo gaya hai kahin Khuda pe bharosa nahin.. Dil mein ab thhi aarzoo hai Main teri aur mera sirf tu hai Rooth ke bhi mujhse judi hai jaaneja.. Karna chaahun main tujhko haasil Raasta tu tu hi meri manzil Berukhi ab mita mujhse tu bhi jaaneja... Dua ban ja dawa ban ja Mohabbat mein mujhko fana kar ja aa...!
Song details
- Singer: Akhil Sachdeva
- Singer: Harshdeep Kaur
- Film / album: It Happened In Calcutta
- Composer: Akhil Sachdeva
- Lyricist: Akhil Sachdeva
Song video
singer: Akhil Sachdeva, Harshdeep Kaur
cast: Karan Kundrra, Naghma Rizwan
mix and master: Aditya Dev
music label: ALT Balaji