Dekhe Sau Thikane Par Tumsa Nahi Mila - देखे सौ ठिकाने पर तुमसा नहीं मिला lyrics by Asha Bhosle, Amit Kumar

Table of Contents: Lyrics
Dekhe Sau Thikane Par Tumsa Nahi Mila - देखे सौ ठिकाने पर तुमसा नहीं मिला
Artist:Asha Bhosle, Amit Kumar
Album:Ustadi Ustad Se
Year:1982
Genre:song
Lyricist:Gauhar Kanpuri
Music Director:Ram Laxman

Lyrics

congartulations miss beuti queen same to you mr. lucky prince
duniya jamana dekha dekhe soo thikane par tumsa nahi mila
duniya jamana dekha dekhe soo thikane par tumsa nahi mila
arey na na na na na na husan ke hai mere lakho parwane par
tumsa nahi mila ho ho ho ho husan ke hai mere lakho parwane par
tumsa nahi mila arey vah vah vah vah 
duniya jamana dekha dekhe soo thikane par tumsa nahi mila
husan ke hai mere lakho parwane par tumsa nahi mila 
chhodo sanam sikave gile kismat me hai ye silsale
duniya me tum humko mile mosam bina gulsan khile
choado sanam sikave gile kismat me hai ye silsale
duniya me tum humko mile mosam bina gulsan khile
hum dono ek jaa hai do kadam
duniya jamana dekha dekhe soo thikane par tumsa nahi mila
husan ke hai mere lakho parwane par tumsa nahi mila 
aao chale mil ke gale aisa na ho raat dhale
koi chale haat male jane jaha hum to chale aao chale mil ke gale
aisa na ho raat dhale koi chale haat male jane jaha hum to chale
dil se dil ka ye to male hai duniya jamana dekha dekhe 
soo thikane par tumsa nahi mila duniya jamana dekha dekhe
soo thikane par tumsa nahi mila arey na na na na na na 
husan ke hai mere lakho parwane par tumsa nahi mila ho ho ho ho 
husan ke hai mere lakho parwane par tumsa nahi mila 
arey vah vah vah vah  duniya jamana dekha dekhe 
soo thikane par tumsa nahi mila husan ke 
hai mere lakho parwane partumsa nhi mila
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details