Crazy Kiya Re (Remix) - क्रेजी क्रेजी, क्रेजी क्रेजी, क्रेजी क्रेजी lyrics by Sunidhi Chauhan

Table of Contents: Lyrics
Crazy Kiya Re (Remix) - क्रेजी क्रेजी, क्रेजी क्रेजी, क्रेजी क्रेजी
Artist:Sunidhi Chauhan
Album:Dhoom 2
Year:2006
Genre:song
Lyricist:Sameer
Music Director:Pritam Chakraborty

Lyrics

crazy crazy, crazy crazy, crazy crazy
chori chori kiya re, dil yeh dil liya re 
chori chori kiya re, dil yeh dil liya re 
jadu se jadu kiya kiya re
jagi soyi rahu, khoyi khoyi rahu
uski yaado me, uske khwabo me jhume jiya re
crazy kiya re, crazy kiya re, crazy kiya re
o crazy crazy kiya re
crazy crazy, crazy crazy, crazy crazy
o crazy crazy kiya re
naa usko pata, naa uski khata
main uspe mar gayi, jara usko bata
naa usko pata, naa uski khata
main uspe mar gayi, jara usko bata
dhire dhire ikrar me, kabhi kabhi intjar me
uske hi pyar me jhume jiya re
crazy kiya re, crazy kiya re, crazy kiya re
o crazy crazy kiya re
crazy crazy, crazy crazy, crazy crazy
o crazy crazy kiya re 
main yaha bhi gayi, main waha bhi gayi
socha pal pal use, main jaha bhi gayi
main yaha bhi gayi, main waha bhi gayi
socha pal pal use, main jaha bhi gayi
din ho ya raat ho, wo mere sath ho
jab uski baat ho, jhume jiya re
crazy kiya re, crazy kiya re, crazy kiya re
o crazy crazy kiya re
crazy crazy, crazy crazy, crazy crazy
o crazy crazy kiya re
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song