Aisi Waisi Najro Se Dekha Tune Mujhko - ऐसी वैसी नजरो से देखा तूने मुझको lyrics by Alka Yagnik, Kumar Sanu

Table of Contents: Lyrics
Aisi Waisi Najro Se Dekha Tune Mujhko - ऐसी वैसी नजरो से देखा तूने मुझको
Artist:Alka Yagnik, Kumar Sanu
Album:Aag Ka Toofan
Year:1993
Genre:song
Lyricist:Rani Malik
Music Director:Bappi Lahiri

Lyrics

aisi waisi najro se dekha tune mujhko 
to dil me kuchh kuchh hone laga
hone laga hone laga
sun ri diwani aayi rut mastani
hone de jo kuchh kuchh hone laga
hone laga hone laga
pahle ye kabhi na hua meri jaa
jaa jaa jaa
hone laga kuchh kuchh hone laga
aisi waisi najro se dekha tune mujhko
to dil me kuchh kuchh hone laga
hone laga kuchh kuchh hone laga
mere sanam mujhe baho me lelo
baho me leke julfo se khelo
mere sanam mujhe baho me lelo
baho me leke julfo se khelo
chume hawa jab gore badan ko
kaise sambhalu pagal man ko
pahle ye kabhi na hua meri jaa
jaa jaa jaa
aisi waisi najro se dekha tune mujhko 
to dil me kuchh kuchh hone laga
hone laga haye haye hone laga
sun ri diwani aayi rut mastani
hone de jo kuchh kuchh hone laga
hone laga kuchh kuchh hone laga
mausam gulabi alam sharabi
sanso me kaisi hai ye betabi
mausam gulabi alam sarabi
sanso me kaisi hai ye betabi
bhigi rate ye mulakate
jane kya kar de ye barsate
pahle ye kabhi na hua meri jaa
jaa jaa jaa
aisi waisi najro se dekha tune mujhko
to dil me kuchh kuchh hone laga
hone laga o kuchh kuchh hone laga
sun ri diwani aayi rut mastani
hone de jo kuchh kuchh hone laga
hone laga hone laga
pahle ye kabhi na hua meri jaa
jaa jaa jaa
lyrics typed by: neha gupta
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details