Zindagi Ke Raste Me - ज़िन्दगी के रास्ते में lyrics by Lata Mangeshkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Lata Mangeshkar |
| Album: | Armaan |
| Year: | 1981 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Indeevar |
| Music Director: | Bappi Lahiri |
Lyrics
aaja re aaja re, aaja re aaja re, aaja re zindagi ke raaste me har kadam hum saath honge zindagi ke raaste me har kadam hum saath honge maut jab aayegi tab bhi haath me yu haath honge zindagi ke raaste me har kadam hum saath honge pyar ki raaho me hum tum deep ban bankar jalenge pyar ki raaho me hum tum deep ban bankar jalenge jaise phulo par chale hai vaise sholo par chalenge zindagi ke raaste me har kadam hum saath honge maut jab aayegi tab bhi haath me yu haath honge zindagi ke raaste me har kadam hum saath honge raah me tanha na chhod o, pyar ka todo na sapna raah me tanha na chhod o, pyar ka todo na sapna saath jeena saath marna, bas yahi armaan apna zindagi ke raaste me har kadam hum saath honge maut jab aayegi tab bhi haath me yu haath honge zindagi ke raaste me har kadam hum saath honge
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Armaan
- Composer: Bappi Lahiri
- Lyricist: Indeevar