Vaishnav Jan Toh Tene Kahiye (Penaz) - वैष्णव जन तो तेने कहिये lyrics by Penaz Masani

Table of Contents: Lyrics
Vaishnav Jan Toh Tene Kahiye (Penaz) - वैष्णव जन तो तेने कहिये
Artist:Penaz Masani
Album:Gandhi To Hitler
Year:2011
Genre:song
Lyricist:Pallavi Mishra
Music Director:Arbind Lyton

Lyrics

dusri or bapu ne yudh ka  naya yantar diya hai
angrejo ko dharashahi karne ki khatir
satya or ahinsa ka adhbut mantar diya hai
dusmano ke jism par karna nahi hame parhar
achuk nishana sadh karenge sidhe unke dil par war
satyagrah ke age unko natmastak hona hi hoga 
chodkar bharat jayenge wo hoge bebas lachar
vaishnav jan to tene kahiye jo peed parai jaan re
dukh duje ka har kar bhi abhiman na man me ane re
vaishnav jan to tene kahiye jo peed parai jaan re
dukh duje ka har kar bhi abhiman na man me ane re
jan manas ki jo kare badhai na kare kabhi burai re
vachan karm mann pawan jinke dhanay unki mai re
vaishnav jan to tene kahiye jo peed parai jaan re
lobh tyag sab ko sam dekhi lobh tyag sab ko sam dekhi
par naari ko maa maa ni re
jeewha kate par jhuth na bole par dhan ko mitti jane re
vaishnav jan to tene kahiye jo peed parai jaan re
mahamaya se pare rahe jo  varagya ho jinke man me re
ram naam ke madd me pagal har tirth basao man me re
lobh se dur ho jinke
lobh se dur ho kapat rahit jinke
kam krodh na vyape deen
kabi narashi darsan abhilashi 
jo pal me moksh dilawe re
vaishnav jan to tene kahiye 
jo peed parai jaan re
peed parai jaane re
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details