Roman script

har ghadi har pahar aankho me tu base 

ho na ojhal kabhi, hamnvab hamsafar 

har ghadi har pahar aankho me tu base 

ho na ojhal kabhi, hamnvab hamsafar 

pyar mera naya, naya ehsaas hain 

phaslo me bhi lage tu pas hain 

har ghadi har pahar aankho me tu base 

ho na ojhal kabhi, hamnvab hamsafar 

tu hain ek chand ka tukda 

jiska hu main shanai 

tu hain ek mahki si kiran

jisme hain meri khudai 

raat din dopahar, dhadkano pe hain asr 

dil mera besabr, hamnavab hamsafar 

pyar mera naya, naya ehsaas hain 

phaslo me bhi lage tu pas hain 

rishta hain tujhse mera 

janmo janam ka aisa lage 

jo bhi rahe chunu main 

tujhse hi aake judane lage 

bekhabar is kadar 

ajab dil ka hasar 

aankhe dkhe jidhar, hamnavab hamsafar 

pyar mera naya, naya ehsaas hain 

phaslo me bhi lage tu pas hain 

har ghadi har pahar aankho me tu base 

ho na ojhal kabhi, hamnvab hamsafar

Explore this song