Utha Ke Neechi Nazar Maine Jab Salaam Kiya - उठा के नीची नज़र जब मैंने सलाम किया lyrics by Asha Bhosle

Table of Contents: Lyrics
Utha Ke Neechi Nazar Maine Jab Salaam Kiya - उठा के नीची नज़र जब मैंने सलाम किया
Artist:Asha Bhosle
Album:Kaam Shastra
Year:1975
Genre:song
Lyricist:Naqsh Lyallpuri
Music Director:Brij Bhushan

Lyrics

utha ke nichi nazar maine jab salam kiya 

utha ke nichi nazar maine jab salam kiya 

meri adao ne mehfil me kattle aam kiya

meri adao ne mehfil me kattle aam kiya

utha ke nichi nazar maine jab salam kiya 

kisi ko ek hi pal me nai jawani di

kisi ko ek hi pal me nai jawani di

kisi ko ek hi pal me nai jawani di

kisi ka jina zara der me haram kiya 

kisi ka jina zara der me haram kiya 

meri adao ne mehfil me kattle aam kiya

utha ke nichi nazar maine jab salam kiya 

wo jisko maine uthaya tha apni mehfil se 

wo jisko maine uthaya tha apni mehfil se 

wo jisko maine uthaya tha apni mehfil se 

usiko pas bithane ka intzam kiya

usiko pas bithane ka intzam kiya

meri adao ne mehfil me kattle aam kiya

utha ke nichi nazar maine jab salam kiya
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song