Teer Par Teer Chalao - तीर पर तीर चलाओ lyrics by
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | |
| Album: | Nakhrewali |
| Year: | 1960 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | |
| Music Director: | Nirmal Kumar |
Lyrics
dil ye kiska hain meri jaan jigar kiska hain dil ye kiska hain meri jaan jigar kiska hain teer par teer chalao tumhe dar kiska hain teer par teer chalao tumhe dar kiska hian dil ki ujadi huyi basti ko basya kisne dil ki ujadi huyi basti ko basya kisne dil ki is chhoti si basti me gujar kiska hain dil ki is chhoti si basti me gujar kiska hain kaun kahta hain ki is dil me teri yaad nahi kaun kahta hain ki is dil me teri yaad nahi naam hontho pe mere sham shahar kiska hain naam hontho pe mere sham shahar kiska hain ghar se ghar ko samjh baitha hu main ghar apana ghar se ghar ko samjh baitha hu main ghar apana ghar agar aapka wo hain to ye ghar kiska hain ghar agar aapka wo hain to ye ghar kiska hain maar ye teer najar yu na mere sine pe maar ye teer najar yu na mere sine pe log puchhenge ye barbad najar kiska hain log puchhenge ye barbad najar kiska hain dil ye kiska hain meri jaan jigar kiska hain teer par teer chalao tumhe dar kiska hain
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Nakhrewali
- Composer: Nirmal Kumar