Roman script

muhn dho ke aaye ashik aur hath dho ke jaaaye 
ye dono taraf laga hain dono taraf laga hain 
nalka teri gali mein gali mein 
dono taraf laga hain 
nalka teri gali mein gali mein 
dono tarf laga hain 
nalka teri gali mein gali gali 
aa samne najar ke jalva dikha de pyar 
bigade ga na kuch tera parda jara utha de pyare 
mein marij hu tera mujhko dava de pyare 
do ghut deed vala sharbat pila de pyare 
pyasa khda hua hu pyasa khda hua hu 
kal ka teri gali mein gali mein 
pyasa khda hua hu 
kal se teri gali mein gali mein 
pyasa khsa hua hu 
kal ka teri gali mein gali mein 
ghar aur ustaaj ke ghar mein saman maine chhoda 
tujhko khuda banaya imana maine chhoda 
jannar ki hur hava armana maine chhoda 
duniya ko teru khair nadan maine chooda 
nadan maine chhoda 
karne laga mai dhandha karne laga mein dhandha 
kal ke teri gali mein gali mein 
karne laga mein dhandha karne laga mein dhandha
kal ke terii gali mein gali mein 
ye teri bewafai masuhur ho na jaaye

Song details

Song video

Watch on YouTube