Sun Sun Re Zara Insan - सुन सुन रे जरा इंसान lyrics by Mohammed Rafi
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Mohammed Rafi |
| Album: | Sati Anusuya |
| Year: | 1956 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Bharat Vyas |
| Music Director: | Shivram |
Lyrics
sun sun re jara insaan sun sun re jara insaan ho sun sun re jara insaan kis par karta hai tu abhiman ke ek din aayega vo toofan ke jab mit jayegi matti me sab shan sun sun re jara insaan baate banata kyu badh badh ke chalta kyu akad akad ke kon bachane aayega jab le jayega kaal pakad ke are kitna badh le kitna badh le kitna bhi chad le manjil hai teri madaan o sun sun re jara insaan kis par karta hai tu abhiman ke ek din aayega vo toofan ke jab mit jayegi matti me sab shan sun sun re jara insaan niche hai dharti upar hai aasman chalti hai duniya ki chaki iske do bade pato ke bich me koi bacha na baki koi bacha na baki are tu to kya cheez hai tu to kya cheez yaha ravan se raja ka baki raha na nishan o sun sun re jara insaan kis par karta hai tu abhiman ke ek din aayega vo toofan ke jab mit jayegi matti me sab shan sun sun re jara insaan bade bade papi aaye the jinke sara jagat thehraya ek din aise gire muh ke bal char kandho ne unko uthaya are auro ki kutiya auro ki kutiya jalayega to jal jayega tera makan sun sun re jara insaan kis par karta hai tu abhiman ke ek din aayega vo toofan ke jab mit jayegi matti me sab shan sun sun re jara insaan
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Sati Anusuya
- Composer: Shivram
- Lyricist: Bharat Vyas