Sar Se Sarak Gayi - सर से सरक गयी lyrics by Alka Yagnik, Babul Supriyo
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Alka Yagnik, Babul Supriyo |
| Album: | Albela |
| Year: | 2001 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Sameer |
| Music Director: | Jatin Lalit |
Lyrics
sar se sarak gayi teri chunri, ho sar se sarak gayi teri chunri, ho mujhse lipat gayi teri chunri, ho chal gaya tere pyaar ka jaadu dil pe raha na mera kaabu, o, o, o, o sar se sarak gayi meri chunri, ho tujhse lipat gayi meri chunri, ho chal gaya tere pyaar ka jaadu dil pe raha na mera kaabu, o, o o o sar se, haan sarak gayi teri chunri, ho na jaane kab tune karaar chheena, maine kuch bhi na jaana churaake meri raaton ki neend tune, kar diya hai deewana meri nazar na hati hai ek pal, tujhpe jo thehri dekho na aisi deewangi se tumko kasam hai meri, o, o, o, o sar se sarak gayi meri chunri, ho tujhse lipat gayi meri chunri, ho haan, chal gaya tere pyaar ka jaadu dil pe raha na mera qaabu, o, o, o, o sar se sarak gayi teri chunri, ho kiya hai tune yeh mera haal kaisa, dard jaata nahi hai chhaayi hai khayaalon mein bekhudi si, hosh aata nahi hai chhaane laga hai yeh rang kaisa mujhpe chaahat ka mujhko hua hai ehsaas dilbar teri mohabbat ka, o, o, o, o sar se sarak gayi teri chunri, ho tujhse, haan lipat gayi meri chunri, ho chal gaya tere pyaar ka jaadu dil pe raha na mera qaabu, o, o o o sar se haan, sar se sar se sarak gayi teri chunri, ho
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Albela
- Composer: Jatin Lalit
- Lyricist: Sameer