Roman script

Hmm..

Beliya jee rahi hai nigaahein

Raat din tere khwaab mein..

O...

Beliya jee rahi hai nigaahein

Raat din tere khwaab mein

Beliya tera naam hai likhaya

Rooh ki iss kitaab mein

Maine jo kehana tha woh sab keh diya

Kehta hai dil yeh mera

Tu Ranjhey wala I love you keh de o jaana

Main aur tu naye hain par ishq purana

Tu Ranjhey wala I love you keh de o jaana

Main Ranjha tu meri Heeriye..

Tu Ranjhey wala I love you keh de o jaana

Main aur tu naye hain par ishq purana..

Tere zikr pe shuru tere zikr pe khatam

Meri baaton ka yeh safar

Tere haathon se kabhi aage tha nahin

Mere haathon ka yeh safar

Mehsoos jo bhi kiya dil ne tere

Kehne mein bhi harz kya

Tu Ranjhey wala I love you keh de o jaana

Main aur tu naye hain par ishq purana

Tu Ranjhey wala I love you keh de o jaana

Main Ranjha tu meri Heeriye

I love you keh de o jaana

Main aur tu naye hain par ishq purana

Beliya jee rahi hai nigaahein

Raat din tere khwaab mein

Beliya tera naam hai likhaya

Rooh ki iss kitaab mein

Explore this song