Mera Chand Mujhe Aaya Hai Nazar - मेरा चाँद मुझे आया है नजर lyrics by Kumar Sanu
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Kumar Sanu |
| Album: | Yeh Hai Mumbai Meri Jaan |
| Year: | 1999 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Indeevar |
| Music Director: | Jatin Lalit |
Lyrics
mera chand mujhe aaya hai nazar mera chand mujhe aaya hai nazar ae raat jara tham tham ke gujar ae raat jara tham tham ke gujar chhaya hai nasha meri aankho par chhaya hai nasha meri aankho par ae raat jara tham tham ke gujar ae raat jara tham tham ke gujar mera chand mujhe aaya hai nazar mere dil me hai arma kai kai meri chahat hai abhi nayi nayi mere dil me hai arma kai kai meri chahat hai abhi nayi nayi reh jaye na pyasa pyar mera meri baho me bhar de yaar mera itna sa karam tu kar mujh par itna sa karam tu kar mujh par ae raat jara tham tham ke gujar ae raat jara tham tham ke gujar mera chand mujhe aaya hai nazar abhi labo ko labo ne chhua nahi arma koi pura hua nahi abhi labo ko labo ne chhua nahi arma koi pura hua nahi abhi aash ka gulshan khilna hai abhi do jismo ko milna hai dekhuga abhi mai wo manjar dekhuga abhi mai wo manjar ae raat jara tham tham ke gujar ae raat jara tham tham ke gujar mera chand mujhe aaya hai nazar mera chand mujhe aaya hai nazar ae raat jara tham tham ke gujar ae raat jara tham tham ke gujar mera chand mujhe aaya hai nazar aaya hai nazar, aaya hai nazar
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Yeh Hai Mumbai Meri Jaan
- Composer: Jatin Lalit
- Lyricist: Indeevar