Maiqada Aur Sajaa De Saaqi - आँसूओं को शराब कहते हैं lyrics by Roop Kumar Rathod

Table of Contents: Lyrics
Maiqada Aur Sajaa De Saaqi - आँसूओं को शराब कहते हैं
Artist:Roop Kumar Rathod
Album:Parwaz Vol. 2
Year:2006
Genre:song
Lyricist:Bashir Badr
Music Director:Roop Kumar Rathod

Lyrics

aansuo ko sharab kahte hai
zindagi ko ajaab kahte hai
humse miliye to soch samajh kar miliye
log humko kharab kahte hai 
maikada aa
maikada aur saja de saaqi
maikada aur saja de saaqi
apni palko ko bichha de saaqi
maikada aur saja de saaqi
maikada aur
dar tera chhodkar na jaau saaqi
dar tera chhodkar na jaau saaqi
dar tera chhodkar na jaau saaqi
aisa diwana bana de saaqi
aisa diwana bana de saaqi
apni palko ko bichha de saaqi
maikada aur saja de saaqi
maikada
teri aankhe hai, chhalakte saagar
teri aankhe hai, chhalakte saagar
teri aankhe hai, chhalakte saagar
inhi aankho se peela de saaqi
inhi aankho se peela de saaqi
apni palko ko bichha de saaqi
maikada aur saja de saaqi
maikada
agar peelana hai mohabbat ki sharab
agar peelana hai mohabbat ki sharab
agar peelana hai mohabbat ki sharab
jaam hontho se laga de saaqi
jaam hontho se laga de saaqi
apni palko ko bichha de saaqi
maikada
maikada aur saja de saaqi
maikada aur saja de saaqi
saja de saaqi, saja de saaqi
saja de saaqi
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details