Roman script
Dekh kon aaya wapas! Beat baje toh main raa waali vibe du Yeh rappero ko befaltu mein karu diss nahin Main yeh leage mein chalta sabse alag Meri jesi kalam ke tu nazdeek nahin.. Har cheej mere haath main nahin Tu mere saath ya to hoga mere baad bhi nahin Yeh mera kal ke main khush apne aap se nahin Yeh mera aaj ke ab koyi mere saamne nahin.. Main likhta hu aam se alfaaz Par shabdo mein jaan daalti hai meri rooh Main zehen se puchta feerta sawaal ke Or kab tak tujhe jeene du.. Yeh waqt na deta hai saath ab Bhara pet jaane kitno mein baant kar Khaali haath ghar laut ke gaya tha Meri maa ka sawaal kitni baar aaya haar kar.. Haq se ladi hai saari haq ki ladaai Maine panno pe likh daali saari buraai Mere khoon se ranga hai mera har ek shabd Or mic ko utha ke unhe duniya dikhaai.. Yahan kisi ka na saga koyi sabhi hai khilaaf Tu aaj inka bhai lekin kal tere baad Tu yaad mein bhi nahin meri jaan inke liye Tere kiye huye saare bhool jaayenge ehsaan.. You ain't my level Main jaisa bhi sachha hu apni aawam ke liye You ain't my level Main kaafi taiyaar hu apne anzaam ke liye You ain't my level Main jaisa bhi sachha hu apni aawam ke liye You ain't my level Main kaafi taiyaar hu apne anzaam ke liye.. Tu mere level ka nahin... Tu mere level ka nahin... (tu mere level ka nahin..) Tu mere level ka nahin... Tu mere level ka nahin... (tu mere level ka nahin..) Tu mere level ka nahin... Tu mere level ka nahin... (tu mere level ka nahin..) Tu mere level ka nahin... Aaj kaam hai aaram nahin mujhe Phate huye panno ke bich aankh khulle Phate huye kapdo mein dikhta hai kal Aur ab bade bade shows mein shampion khulle.. Ghar pe na khaya khana aaj bhi maine Abhi bhi 2 4 bhai mere saath mein rehte Bhalle hi dushmani rakhi maine 4 5 se Par zameer se aaj bhi unhe bhai hi kehte.. Hum wo kare nahin diss wala game plan Main high jaise joker piche batman Bada afsos hota mujhe aap pe ke Aap se zyada iss kameene ke hai fan.. Barbaad bella aisa sochna hi matt Kamzor bella to muqaabla kidhar Kalam dharam hai rap Seene mein dafan hai rap Abhi nahin kaha to kab Lagega pta tujhe.. You ain't my level Main jaisa bhi sachha hu apni aawam ke liye You ain't my level Main kaafi taiyaar hu apne anzaam ke liye You ain't my level Main jaisa bhi sachha hu apni aawam ke liye You ain't my level Main kaafi taiyaar hu apne anzaam ke liye.. Tu mere level ka nahin... Tu mere level ka nahin... (tu mere level ka nahin..) Tu mere level ka nahin... Tu mere level ka nahin... (tu mere level ka nahin..) Tu mere level ka nahin... Tu mere level ka nahin... (tu mere level ka nahin..) Tu mere level ka nahin... Tu mere level ka nahin...!
Song details
- Singer: Bella
- Composer: Premise On The Beat
- Lyricist: Bella
Song video
genre: Hip-Hop (Rap)