Kismat Ka Sun Faisla - किस्मत का सुन फैसला lyrics by Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Mohammed Rafi, Asha Bhosle |
| Album: | Johari |
| Year: | 1951 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Tejnath Zar |
| Music Director: | Harbans Lal |
Lyrics
kismat ka suna faisla jara jigar ko tham le khushyio ko tu lutaye ja ab aasuo se kam le jab lagi chot pe chot to dil chur ho gaya haye dil chur ho gaya wo hamse wafa karne wala majbur ho gaya haye majbur ho gaya pahle pahal ka milna pahle pahal ka milna kismat ki bat thi kismat ki bat thi kismat ka sath bhi hamse aaj dur ho gaya haye kyu dur ho gaya jab lagi chot pe chot to dil chur ho gaya haye dil chur ho gaya dil ki lagi dil me rahe dil ki lagi dil me rahe aahe bhar na saku aahe bhar na saku ulfat me mere liye ek dastur ho gaya haye dastur ho gaya jab lagi chot pe chot to dil chur ho gaya haye dil chur ho gaya ek din mujhe lagta hai ek din mujhe lagta hai sau baras judai ka sau baras judai ka jis din se dil ke hatho mai majbur ho gaya mai majbur ho gaya jab lagi chot pe chot to dil chur ho gaya haye dil chur ho gaya barbad ho na hai hame barbad hona hai hame khani hai thokre khani hai thokre ye faisla ab kismat ko manjur ho gaya haye manjur ho gaya jab lagi chot pe chot to dil chur ho gaya haye dil chur ho gaya wo hamse wafa karne wala majbur ho gaya haye majbur ho gaya
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Johari
- Composer: Harbans Lal
- Lyricist: Tejnath Zar