Khudaya Khair - खुदाया खैर lyrics by Akriti Kakkar, Monali, Soham Chakrabarthy
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Akriti Kakkar, Monali, Soham Chakrabarthy |
| Album: | Billu Barber |
| Year: | 2009 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Gulzar |
| Music Director: | Pritam Chakraborty |
Lyrics
raato raat tara koi chaand ya sitara koi gire to utha lena o suniyo re tara chamkila hoga chand sharmila hoga nath me laga lena raato raat tara koi chaand ya sitara koi gire to utha lena o suniyo re tara chamkila hoga chand sharmila hoga nath me laga lena zara si saawari hai wo zara si bawri hai wo wo surme ki tarah meri aankho me hi rahti hai subah ke khwab se udayi hai palko ke niche chupayi hai mano na mano tum sote sote khawabo me bhi khawab dikhati hai mano na mano tum pari hai wo pari ki kahaniya sunati hai khudaya khair khudaya khair khudaya khair khudaya khair raato raat tara koi chaand ya sitara koi gire to utha lena o suniyo re tara chamkila hoga chand sharmila hoga nath me laga lena tu hawa main zami tu jahan main wahi jab ude mujhe leke kyun udti nahi tu ghata main zami tu kahi main kahi kyun kabhi mujhe leke barasti nahi zara sa sawara hai wo zara sa bawara hai wo wo surme ki tarah meri aankho me hi rahta hai subah ke khwab se udayi hai palko ke niche chupayi hai mano na mano tum sote sote khawabo me bhi khawab dikhati hai mano na mano tum pari hai wo pari ki kahaniya sunati hai khudaya khair khudaya khair khudaiya khair khudaya khair jab dant me ungli dabaye ya ungli pe lat liptaye badal ye nichadta jaye ho o o o kuchh kar ke wo baat ko tale jab mathe pe wo bal dale ambar ye sikudta jaye ho o o o wo jab nakhun kutarti hai to chanda ghatne lagta hai wo pani par kadam rakhe sagar bhi hat jata hai subah ke khwab se udayi hai palko ke niche chupayi hai mano na mano tum sote sote khawabo me bhi khawab dikhati hai mano na mano tum pari hai wo pari ki kahaniya sunati hai khudaya khair khudaya khair khudaya khair khudaya khair khudaya khair khudaya khair khudaya khair khudaya khair
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Billu Barber
- Composer: Pritam Chakraborty
- Lyricist: Gulzar