Roman script

Rang birangi holi mein

Ek baat meri tu sun lena

Masti wala bhaang laga ke

Laga ke laga ke

Masti wala bhaang laga ke

Sara rara kar lena..

Mehanga lehanga pahan ke gori

Kala chashma laga ke gori

Aree mehanga lehanga pahan ke gori

Kala chashma laga ke gori

Bheega ke choli giraaye bizuri

Faagun me rang barsa rahi hai..

Kamariya hila rahi hai

Gulaal udaa rahi hai

Kamariya hila rahi hai

Bawaal macha rahi hai..

Kamariya hila rahi hai

Gulaal uda rahi hai

Kamariya hila rahi hai

Bawaal macha rahi hai..

Haaye pichhe pichhe mere aata hai kyun

Tu desi main hoon angrezi

Oye oye aaye haaye....

Laal lipstick dekh ke teri

Ho gaya saara district crazy

(ho gaya saara district crazy)

Dance floor pe aag laga doon

Sab kehte hai swag dikha rahi hai..

Kamariya hila rahi hai

Gulaal uda rahi hai

Kamariya hila rahi hai

Bawaal macha rahi hai..

Kamariya hila rahi hai

Gulaal uda rahi hai

Kamariya hila rahi hai

Bawaal macha rahi hai..!

Explore this song