Roman script

Mujhe ishq mohabbat (naa chahiye)

Jhoothe moothe waade (naa chahiye)

Teri permission (naa chahiye)

No no! No no!

Jab thoda jyada senty (ho jaayega)

Bas aise nasha fir (ho jaayega)

Pyar kahin tera (kho jaayega)

No no! No no!

Pareshaan ho jaaungi

Iss dating ke chakkar mein

Karega doubt, phir tu shout

To iss se better hai ke yeh

Main kalle kalle khush hoon

(Khush hoon)

Kalle kalle khush hoon

(Khush hoon)

Main to khud se hi khud mein

Rehti santusht hoon

Main kalle kalle khush hoon

(Kalle kalle khush hoon)

Aaina tera aaina tera aaina tera, yaar ye

Aaina tera aaina tera aaina tera, yaar ye

Aaina tera aaina tera aaina tera, yaar ye

Aaina tera aaina tera aaina tera, yaar ye

Bada pachhtaai main dil ko lagake

Uski baaton mein aake

Sab tod ke rishte naate haaye tauba!

Pehle bante hain seedhe-saade

Sab jaanu main inke iraade

Phir dil dul todke bhaage, bewafa

100 tukde ho gaye dil ke

Tujhko pyar ke

Hua realize saari teri lies

Jhoothi thhi saari kasamein

(I'm done.. Haha..)

Main kalle kalle khush hoon

(Khush hoon)

Kalle kalle khush hoon

(Khush hoon)

Main to khud se hi khud mein

Rehti santusht hoon

Main kalle kalle khush hoon

(Kalle kalle khush hoon)

Aaina tera aaina tera aaina tera, yaar ye

Aaina tera aaina tera aaina tera, yaar ye

Aaina tera aaina tera aaina tera, yaar ye

Aaina tera aaina tera aaina tera, yaar ye

Tu hi to ek mera sahara thha

Har kehna bhi tera maine maana thha

Ab aise jeena mujhko gawara naa..

Rehne do.. Rehne do..

Main kalle kalle khush hoon

(Khush hoon)

Main kalle kalle khush hoon

(Khush hoon)

Main to khud se khud mein

Rehti santusth hoon..

Main kalle kalle khush hoon

(Kalle kalle khush hoon)

Aaina tera aaina tera aaina tera, yaar ye

Aaina tera aaina tera aaina tera, yaar ye

Aaina tera aaina tera aaina tera, yaar ye

Aaina tera aaina tera aaina tera, yaar ye

Explore this song