Jab Bhi Dekhu Tu Kanha Ke - जब भी देखूँ तू कान्हा के lyrics by Asha Bhosle
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Asha Bhosle |
| Album: | Chhota Baap |
| Year: | 1977 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Ram Bhardwaj |
| Music Director: | Laxmikant Pyarelal |
Lyrics
oo ho oo hari nigodi leke rahti kanha ko dukh deti unke mithe mithe hotho ka tu chumban leti jab bhi dekhu tu kanha ke mukh se lagi murli tu sautan hamari badi jab bhi dekhu tu jab bhi dekhu tu kanha ke mukh se lagi murli tu sautan hamari badi jab bhi dekhu tu unki sanso me ghul mil ke unke sang sang gati sat suro wali nagan tu hamari prit churati radha mohan ke tu bich aake khadi murli tu sautan hamari badi jab bhi dekhu tu kanha ke mukh se lagi murli tu sautan hamari badi jab bhi dekhu tu adhr ki sej pe soke sham ko kahe satati adhr ki sej pe soke sham ko kahe satati nachati ek pag par unko paav unse tu dabwati aadhi rat ko apni dhun se humko bhi hichakilati khud chipaki rahti hotho se aur humko tarsati hath dhoke tu kyu hamre pichhe padi murli tu sautan hamari badi jab bhi dekhu tu tu kanha ke mukh se lagi murli tu sautan hamari badi jab bhi dekhu tu jab bhi jau mai madhuban me aisi aati mere man me jab bhi jau mai madhuban me aisi aati mere man me chhin ke sham se tujhko dubo du zamuna jal me tujhko jadu tona karte dekha humne aankho tere zigar me saat chhed to hamre zigar me lakho bharamate hai mohan ka man har ghadi murli tu sautan hamari badi jab bhi dekhu tu kanha ke mukh se lagi murli tu sautan hamari badi jab bhi dekhu tu
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Chhota Baap
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Ram Bhardwaj