Ik Aashiq Saudayee Ko - इक आशिक़ सौदाई को मारे पत्थर ज़माने ने lyrics by Sonu Nigam, Anuradha Paudwal

Table of Contents: Lyrics
Ik Aashiq Saudayee Ko - इक आशिक़ सौदाई को मारे पत्थर ज़माने ने
Artist:Sonu Nigam, Anuradha Paudwal
Album:Bewafa Sanam - Dil Ke Tukde
Year:1997
Genre:song
Lyricist:
Music Director:Nikhil Vinay

Lyrics

ik aashiq saudayi ko maare patthar zamane ne

phir bhi na shikwa kiya o jaana o jaana o jaana
is tere diwane ne, is tere diwane ne
is tere diwane ne, is tere diwane ne
haay mujhko juda usse kiya zaalim zamane ne

mujhko hi ruswa kiya na jaane na jaane na jaane
kyun mere diwane ne, kyun mere diwane ne
kyun mere diwane ne, kyun mere diwane ne
ik aashiq saudayi ko maare patthar zamane ne
teri khaatir o bedardi humne sabko chhoda

phir bhi tune aankh chura kar pyaar ka naata toda
ruswa kiya mujhko o jaana o jaana o jaana
tere juthe fasane ne, tere juthe fasane ne
tere juthe fasane ne, tere juthe fasane ne
ik aashiq saudayi ko maare patthar zamane ne
main teri thi par kismat ne, tujhse mujhko dur kiya

tujhse bichhadne par mujhko 
to duniya ne hi majboor kiya
kyun mujhe tadpaaya na jaane na jaane na jaane
chahat ke fasane ne, chahat ke fasane ne
chahat ke fasane ne, chahat ke fasane ne
ik aashiq saudayi ko maare patthar zamane ne
humne tere pyaar mein zaalim, apne dilo jaan haare

pyar ki manzil paate nahi
hain saare pyaar ke maare
dil ko jalaya hain jahan mein jahan mein jahan mein
is dil ke lagane ne, is dil ke lagane ne

haay mujhko juda usse, kiya zaalim zamane ne
haay mujhko juda usse, kiya zaalim zamane ne
mujhko hi ruswa kiya na jaane na jaane na jaane
kyun mere diwane ne, kyun mere diwane ne
kyun mere diwane ne, kyun mere diwane ne
ik aashiq saudayi ko maare patthar zamane ne
ik aashiq saudayi ko maare patthar zamane ne
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song