Har Waqt Tere Husn Ka - हर वक़्त तेरे हुस्न का lyrics by Mahendra Kapoor
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Mahendra Kapoor |
| Album: | Chingari |
| Year: | 1989 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Sahir Ludhianvi |
| Music Director: | Ravi |
Lyrics
har waqt tere husn ka hota hai samaa aur har waqt tere husn ka hota hai samaa aur har waqt mujhe chahiye andaje bayan aur har waqt tere husn ka phulo sa kabhi naram hai sholo sa kabhi garam phulo sa kabhi naram hai sholo sa kabhi garam mastana ada me kabhi shokhi hai kabhi sharam shokhi hai kabhi sharam har subah guma aur hai har raat guma aur har waqt tere husn ka hota hai samaa aur har waqt tere husn ka bharne nahi pati tere jalvo se nigahe bharne nahi pati tere jalvo se nigahe thakne nahi pati tujhe lipta ke ye baahe liptaa ke ye baahe chu lene se hota hai tera jism jawaan aur har waqt tere husn ka hota hai samaa aur har waqt tere husn ka
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Chingari
- Composer: Ravi
- Lyricist: Sahir Ludhianvi