Hansati Hai Rulati Hai Mahobbat Aazmati Hai - हँसाती है रुलाती है मोहब्बत आजमाती है lyrics by Abhijeet

Table of Contents: Lyrics
Hansati Hai Rulati Hai Mahobbat Aazmati Hai - हँसाती है रुलाती है मोहब्बत आजमाती है
Artist:Abhijeet
Album:Shart - The Challenge
Year:2004
Genre:song
Lyricist:Sameer
Music Director:Anu Malik

Lyrics

hansati hai rulati hai 
mohabbat aazmati hai
mohabbat aazmati hai
banati hi mitati hai 
mohabbat aazmati hai
mohabbat aazmati hai
hansati hai rulati hai
nigaho me shama jaye
khyalo me fisal jaye
nigaho me shama jaye
khyalo me fisal jaye
na jane kab kaha kaise 
diwana dil manchal jaye
jagati hai sunati hai
mohabbat azmati hai
mohabbat azmati hai
hasati hai rulati hai
kahin khamoshiya isme
kahin majburiya isme
kahin khamoshiya isme 
kahin majburiya isme
kahin najdikiya isme 
kahi hai duriya isme 
batati hai chhupati hai
mohabbat aazmati hai
mohabbat aazmati hai
hansati hai rulati hai
mohabbat aazmati hai
mohabbat aazmati hai
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details