Dil Ki Mehfil Sajane Roj Aao To Jaane - दिल की महफ़िल सजाने रोज आओ तो जाने lyrics by Asha Bhosle, Talat Mahmood

Table of Contents: Lyrics
Dil Ki Mehfil Sajane Roj Aao To Jaane - दिल की महफ़िल सजाने रोज आओ तो जाने
Artist:Asha Bhosle, Talat Mahmood
Album:Mast Kalandar
Year:1955
Genre:song
Lyricist:Asad Bhopali
Music Director:Hansraj Behl

Lyrics

dil ki mahfil dil ki mahfil
dil ki mahfil sajane roj aao to jaane
mulakat ho baat ho raat ho ji
dil ki mahfil dil ki mahfil
dil ki mahfil dil ki mahfil
dil ki mahfil sajane roj aao to jaane
mulakat ho baat ho raat ho ji dil ki mahfil
kaliyo ki tarah sarmao 
mojo ki tarah lahrao 
tum apni bhare lekar
duniya pe meri cha jao 
main chori chori aaun teri duniya pe chhaun
mulakat ho baat ho raat ho ji 
dil ki mahfil sajane dil ki mehfil
kare baate pyari pyari re 
kyo ji ghut gayi dosti sari 
pyr kahani dil ki kahe done bari bari 
tumhe chhedu satau ruth jaao manau 
mulakat ho baat ho raat ho ji 
dil ki mahfil sajane dil ki mehfil
hatho se hath chudake chup jau kahin jake 
chup chup ke pukaro mujhko 
mai dhundu tumhe gabra ke 
gun gunao na aau dur se muskarau 
mulakat ho baat ho raat ho ji 
dil ki mahfil sajane dil ki mehfil
dil ki mahfil sajane roj aao to jaane
mulakat ho baat ho raat ho ji
dil ki mahfil dil ki mahfil
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details