Dil Diya Dil Liya - दिल दिया दिल लिया lyrics by Asha Bhosle
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Asha Bhosle |
| Album: | Kirayedar |
| Year: | 1986 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Hasan Kamaal |
| Music Director: | Bappi Lahiri |
Lyrics
dil liya dil diya phir dil ka kya hua dil liya dil diya phir dil ka kya hua dil me basa tha khab jo dil ko bujha gaya dil liya dil diya phir dil ka kya hua todi usi ne jisne bandhai thi dil ko aas kashti humari dubi hai saahil ke aas pass bewafa pyar ka kya ye diya sila dil liya dil diya phir dil ka kya hua dil me basa tha khab jo dil ko bujha gaya dil liya dil diya phir dil ka kya hua humne wafa nibhane ki payi hai ye saza tanha safar, udas najar, dil dukha hua ghar nahi dar nahi kisse kare gila dil liya dil diya phir dil ka kya hua dil me basa tha khab jo dil ko bujha gaya dil liya dil diya phir dil ka kya hua baste the jisme hum hai kahan wo teri najar itne bade jahan me nahi koi apna ghar humsafar dar badar karke chala gaya dil liya dil diya phir dil ka kya hua dil me basa tha khab jo dil ko bujha gaya dil liya dil diya phir dil ka kya hua phir dil ka kya hua
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Kirayedar
- Composer: Bappi Lahiri
- Lyricist: Hasan Kamaal