Chand Tare Jeb Me Hai, Chhoti Chhoti Muthiyo Me Band Hai Khushiya - चाँद तारे जेब में है, छोटी छोटी मुठ्ठियो में बंद है खुशियाँ lyrics by K. K.

Table of Contents: Lyrics
Chand Tare Jeb Me Hai, Chhoti Chhoti Muthiyo Me Band Hai Khushiya - चाँद तारे जेब में है, छोटी छोटी मुठ्ठियो में बंद है खुशियाँ
Artist:K. K.
Album:I Am Kalam
Year:2011
Genre:song
Lyricist:Manavendra
Music Director:Abhishek Ray

Lyrics

chand tare jeb me hai 
chhoti chhoti muthiyo me band hai 
khusiya chhoti si dunia 
ham hai dilo ke sahjade
chand tare jeb me hai 
chhote chhote sapne chhote chhote arma 
chhoti chhoti ashaye hai
chhote chhote sapne chhote chhote arma 
chhoti chhoti aashaye hai
panchhi banke udate rahte hai 
chand tare jeb me hai 
chhoti chhoti muthiyo me band hai 
khusiya chhoti si dunia
ham hai dilo ke sahjade
chand tare jeb me hai 
ho titli ke paro pe jhilmil si ye kirne
jeewan ke rang likh jati hai
ho titli ke paro pe jhilmil si ye kirne
jeewan ke rang likh jati hai
ham to inko chunte rahte hai
chand tare jeb me hai 
chhoti chhoti muthiyo me band hai 
khusiya chhoti si dunia
ham hai dilo ke sahjade
na na na nan nana na na nan na
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details