Billori Aankh Waliyan - बिल्लोरी अंखा वालियाँ lyrics by
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | |
| Album: | Hosh - Be Awake |
| Year: | 2004 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Sudhakar Sharma |
| Music Director: | Laxman Pawan |
Lyrics
sun ve billori ankha waaliya, dil jaaniya das gayi julfe teri kaaliya, oye haaniya sun ve billori ankha waaliya, dil jaaniya das gayi julfe teri kaaliya, oye haaniya meri tarah khuda kare, meri tarah khuda kare meri tarah khuda kare tera kisi pe aaye dil tu bhi kaleja thaam kar, tu bhi kaleja thaam kar kehta fire ki haay dil tu bhi kaleja thaam kar kehta fire ki haay dil sun ve billori ankha waaliya, dil jaaniya das gayi julfe teri kaaliya, oye haaniya teri nashili aankhe, haay bijliyan giraayein mujhe maar daalegi ye, jaalim teri adaayein teri nashili aankhe, haay bijliyan giraayein mujhe maar daalegi ye, jaalim teri adaayein yun kar na mere dil pe, tu is kadar jafayein yun kar na mere dil pe, tu is kadar jafayein ab haal bekai ka, ab haal bekai ka jaakar kise sunayein dil tu bhi kaleja thaam kar kehta fire ki haay dil sun ve billori ankha waaliya, dil jaaniya das gayi julfe teri kaaliya, oye haaniya sun ve billori ankha waaliya, dil jaaniya das gayi julfe teri kaaliya, oye haaniya
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Hosh - Be Awake
- Composer: Laxman Pawan
- Lyricist: Sudhakar Sharma